Rs.200.00
Rs.3,000.00
Main aj aik topic open ker raha hoon jo earsay say hamaray zehnoo main ghoom raha hay...
Kya Matam Kerna Aur Rona Bedaat hay.....???????
Main Ap logoon ko aik wakiya batana chahata hoon bhut mashoor
Jab jang-e-auhat main jang k doran app (Saw) k daat mubarak shaheed ho gayee thay too app (saw) ka paigam laiker log muqtalif mulk gayee in main say aik mulk meesir(egypt) bhi tha wahan jab yeh logoon ko bataya k app (saw) k daat mubarak shaheed ho gayee hain too aik sahab jin ka naam Hazarat owais-e-Karni tha unhoon nay jab yeh suna k allah kay rasool (saw) k daat mubarak shaheed ho gayee hain too app bhut royee aur mara peta aur aik aik ker kay apnay saray daat toort liya loogoon nay kaha k app ko pata nahi apnay app ko marna haram hay... lakin jab kuch sahbi rasool (saw) k pass phuachay aur bataya k app ka aik chahanay wala tha jis nay jab yeh suna k app ka daat mubarak shaheed ho gayee hain too is nay bhi apnay saray daat toort liya aur mara peeta apnay app...kya ajj say woo islam say kharij ho gaya.... farmaya nahi ajj say wo meraa sahabi hay .. bhai sahbi too wo hota hay jo rassool ki sohabat main behtay ya kabhi is nay rasool ko dekha ho ya rassool nay kabhi is ko dekha hoo...laikn rasool allah nay isay sirf is liya sahabi banaya k is nay rassool per roya aur rasool ki khater apnay daat toort liya......
faizanrafi ya rawayet ha hi nahi kisi hadess ki book mai ... ya yu kah lain yai rawayet sahi nahi hai ... asa kuch history mai nahi huwa... owr agar ap kahtai hain huwa hai then refrence plz . bat khatam
yai sawal mufti akmal (QTV) sahib sai pucha gya tha ap nai kaha "rawayet galat hai asa kuch nahi hai". owr han matam karna islam mai maa hai .. is chez ki baqaita ap(SAW) bait liya kartai thai kah " hum ab matam nahi kiya karain gi " owr qurran owr ahadess ki roshni mai marnai ka afsos 3 din sai zayada naih wo bi husband ki death par wife ko ajazat hai . ik hadess post kar rahai hun check it plz
kheealam qabroo par jana sunt-e-rasool hai ... refrence cahhyai to bata dijyai ga post kar dun ga ...
2nd naiz kya hai is ka mafhoom kya hai ... will u plz explain , phir mai ap ko is kai refrence bi daita hun kai yai galat hai ya sahi
@ ALL
bidat wo chez hai jiss ki asal qurran , ahadess, owr sahaa ki life sai na ho ... yaha yai samjain asal sai kya murad hai .... qurran par arab hai yai bidat hai kya?
namaz-e-taraweeh bidat hai kya ?.. sarf nahav jo qurrran ki taleem sai pahlai parhai jati hai bidat hai kya? .... drs-e-sahi bhukari bidat hai kya ? .... bidat kya hai yai samjain .... baki inshallah refreance dun ga ap ko dont worry